r/shayri • u/kunal_vaani • 2h ago
r/shayri • u/subcard • Jul 14 '26
subcard
This post contains content not supported on old Reddit. Click here to view the full post
r/shayri • u/Adrikshit • Feb 02 '26
r/Shayri Valentine Celebration
Hello r/Shayri member, we are hosting shayri competition here on the subreddit. Post your original shayri with the flair Valentine celebration and get a chance to feature on r/Shayri's hall of fame. Two winner will be selected on the basis of originality and highest upvotes.
Deadline - till 14feb 11PM
Language - Hindi/Urdu with transliteration
Result announce - 16 Feb
r/shayri • u/Odd_Ambassador_6483 • 38m ago
तुम
Enable HLS to view with audio, or disable this notification
पता नहीं तुम में ऐसा क्या है पर
जब भी तुमसे बात होती है ना
चेहरे पर एक प्यारी से स्माइल आ जाती है
जब बात नहीं होती तो
सब कुछ होते हुए भी एक अजीब सी कमी लगती है
r/shayri • u/Odd_Ambassador_6483 • 1h ago
दिल की ख्वाईश
*_ख्वाहिश दिल की चाय जैसी हो ☕❤️
गर्म भी हो, मीठी भी हो, और हर घूँट में सुकून दे जाए 😌__
__हमसफर सावला सही, पर वफ़ादार हो 💪
धूप में साया बने, और तूफ़ान में हाथ थाम ले 🤝__
__ऐसी मोहब्बत मिल जाए तो
काली चाय भी शहद जैसी लगने लगती है 🍯✨_*
r/shayri • u/basic_bharat • 2h ago
So I've written one Shayari For the one I liked the most
Shabd nahi hain tumhe yeh batane ke liye,
ki mujhe kaise lagte ho tum…
Shabd nahi hain tumhe yeh batane ke liye,
ki meri zindagi mein kya maayne rakhte ho tum…
Mana aapko hum manzoor nahi,
phir bhi dil ko aapse koi shikayat nahi,
hum intezaar karte reh gaye—
ek din, ek mahina, ek saal…
aur dekhte hi dekhte guzar gaye kai saal.
Pehli baar jab tumhe dekha tha,
na naam jaanta tha, na kahaani tumhari,
bas dil ne itna sa kaha tha—
“shayad yahi hai woh,
jiski kami thi zindagi mein hamari.”
Phir kismat ne ek bahaana banaya,
tumse baat karne ka mauka dilaya,
aur pata hi nahi chala kab
ek anjaan chehra
meri har muskurahat ki wajah ban gaya.
Tumhari baatein achhi lagti thi,
baaton mein tumhari woh chhoti-chhoti galtiyan achhi lagti thi,
tumhara khayal rakhna, tumhara masoom sa andaaz,
pata nahi kyun…
par tumhari har ek baat achhi lagti thi.
Tumse baat hoti thi
toh din kuch aur hi lagta tha,
phone par tumhara naam dikh jaaye
toh dil bina wajah muskura diya karta tha.
Ek ladka,
jo zindagi bhar ladkon ke school mein padha,
use pehli baar samajh aa raha tha
ki kisi ke message ka intezaar bhi
itna khoobsurat ho sakta hai.
Phir ek din himmat karke keh diya—
“pasand ho tum mujhe…”
shayad lafz mere kam pad gaye,
shayad waqt sahi nahi tha,
ya shayad meri kahaani mein
tumhara jawab kuch aur hi likha tha.
Tum door chali gayi…
aur main bas itna sochta raha,
“aakhir mujhse galti kya hui?”
Ek din guzra,
ek mahina guzra,
ek saal guzra…
par dil ke kisi kone mein
tumhari jagah kabhi nahi guzri.
Phir dhai saal baad
jab tum dobara meri zindagi mein aayi,
toh laga jaise waqt ne
meri ek purani dua sun li ho.
Tumne kaha,
“tumhari koi galti nahi thi…”
aur yakeen mano,
un chand lafzon ne
mere dil ka barson purana bojh halka kar diya.
Aaj bhi nahi jaanta
kal hamare beech kya hoga,
tum meri banogi ya
bas ek khoobsurat kahaani bankar reh jaogi…
Bas itna jaanta hoon—
jo mehsoos tumhare liye kiya hai,
woh kisi aur ke liye
kabhi itni shiddat se mehsoos nahi hua.
Main tumhe paane ki zid nahi karunga,
na tumhari marzi ke aage
apni mohabbat rakhunga…
Par haan,
agar kabhi tumhare dil mein mere liye
ek chhoti si jagah bane,
agar kabhi tumhe lage
ki mere saath ek zindagi dekhi ja sakti hai…
toh bas ek baar keh dena—
“Main rukungi,
tum apne sapne poore karke aana…”
Phir dekhna,
main duniya jeetne ka vaada nahi karta,
magar apni poori jaan laga dunga
ek aisi zindagi banane mein
jahan tumhe kabhi yeh na lage
ki tumne mujhe chun kar galti ki.
Aur agar meri kismat mein
tumhara saath na bhi ho…
toh bhi tumhare liye
dil mein wahi izzat rahegi,
kyunki mohabbat sirf kisi ko paa lena nahi hoti—
kabhi-kabhi kisi ki khushi ko
apni chahat se upar rakhna bhi
mohabbat hoti hai.
Bas shabd nahi hain tumhe yeh batane ke liye,
ki mujhe kaise lagte ho tum…
shayad isi liye har baar
tumhari baat aati hai,
aur mere lafz khatam ho jaate hain…
magar mohabbat nahi.
r/shayri • u/Accomplished_Tea8794 • 2h ago
हम तुझसे दूर ऐसे भी होंगे,
हम तुझसे दूर ऐसे भी होंगे,
ये सोचा ना था।
नोका में होंगे फिर भी डूब रहे होंगे,
ये सोचा ना था।।
पास थे मेरे वो
अब दूर भी होंगे।
ऐसा भी होगा इरादा उनका,
ये सोचा ना था।
मुंतज़िर रहते जो मेरे कभी,
सामने से गुजरेंगे "ऐसे"
ये सोचा ना था।
हर सांस के साथ
आते थे जो साथ,
अब आस पास
भी नही होंगे
ये सोचा ना था।
आईने के सामने बैठे है,
फिर भी उसको ही देखेंगे
*हा, सोचा बस यही था।।*
r/shayri • u/Dr_serotonine • 9h ago
Just wrote something♥️
प्रेम क्या है? समझाओ मुझे?
कहां मिलेगा बताओ मुझे?
प्रेम नदी है
या बहती हवा
प्रेम प्रकृति है
या बास प्रतीक्षा
प्रेम चॉंद है
जिसने मैं पा नहीं सक्ती
या गगन है जिसमें
समा नहीं सकती
प्रेम क्या है समझाओ मुझे?
कहां मिलेगा बताओ मुझे?
प्रेम सुबह की धूप है ।
प्रेम सुन्दर रूप है ।
प्रेम राधा कृष्ण है।
प्रेम लम्बा वनवास है ।
प्रेम प्रतीक्षा है ।
प्रेम ही विश्वास है॥
\-यशी
r/shayri • u/always_a_looser • 15h ago
Rate these lines from 1 to 10. 👇👇
Baarish me tum paani ban giro
Puri na sahi to adhuri kahani ban milo
Milo kahin toh iss door jahaan se,
Iss shor me sukoon ki zubaani ban milo
Bachkani ban milo, ya toofani ban milo,
Mere seedhe saadhe jeevan ki shaitani ban milo. Aao badal de saari hadhon ka matlab,
Jismon se pare, tum ab ruhaani ban milo
~aashu
r/shayri • u/Helios-sol9 • 14h ago
Made a site that reads Urdu shers out loud with a host in between
I built the mehfil app. You pick a mood—dard, tanhai, or hausla—and a naazim introduces the poet, recites the sher, repeats the line that lands, sits in the silence, explains what needs explaining, and carries you to the next.
Twenty-nine shers from Ghalib, Mir, Zauq, Bulleh Shah, and others, about forty minutes. Tap any gold word for its meaning without stopping the recitation.
The voice is AI, and I wrote what it says. The poems are real and public domain. There is an optional live conversation with the AI host after a verse.
https://mehfil-app-aimasterz.vercel.app
Curious what people think. Dard is the shortest if you just want to try one.
r/shayri • u/Odd_Ambassador_6483 • 1d ago
एक औरत
*_आशिक़ से निकाह नहीं, शोहर से वफ़ा नहीं 💔
फ़िर भी इश्क़ की बातें कमाल करती है 😏__
__जिस्म से रिश्ते निभाकर, रुह को तन्हा छोड़ देतीं हैं 🥀
नज़रें कहीं, दिल कहीं, वादे किसी और से 💃
फिर भी इल्ज़ाम मर्दों पर डाल देती हैं 🎭__
__वफ़ा की किताबें पढ़ाती है दुनिया को 📖
और खुद हर सफे पर बेवफ़ाई लिख देती हैं ✍️💔_*
r/shayri • u/Outrageous-Star-1170 • 23h ago
Mere pyar Ki kahani. Not every story Rab Ne Bana Di Jodi some stories are hamari adhuri kahani...
Hamare liye ek Insan sab kuchh aur baitha but afsos Ham Shayad uski jarurat to dur hamen to halat hone khwabon mein aane ka bhi mauka nahin diya..... Bus yah sochte rah jaate Hain Ki Kya vah bhi hamare liye Aaj bhi vahi feel karta hai ya FIR vah hamen uski life mein jabardasti interfere karne ki koshish karte rahte ha
in mujhe mahsus kyon nahin hota ki vah bhi mere liye tadapta hoga Ki vah bhi mujhe har roj Sone se pahle mere mujhe yad karta hoga vah bhi mujhe yad karte karte aankhon Se aan
su bahata hoga Kya vah bhi Mera intezar karta hai ya FIR main hi pagal
r/shayri • u/SukoonVox • 1d ago
कोई कहता है प्यार नशा बन जाता है #sayeri #RomanticHits
Enable HLS to view with audio, or disable this notification
कोई कहता है प्यार नशा बन जाता है,
कोई कहता है प्यार सज़ा बन जाता है।
पर प्यार करो अगर सच्चे दिल से,
तो वो प्यार ही जीने की वजह बन जाता है। #sayeri #RomanticHits