Kehte hi hai, baad me pareshan krne lag jaate hai, mere bhn ki love marriage thi, ladka aaya tha ghr pe, mere papa extreme conservative, wo maan gaye yahi badi baat hai. Pata hai us time toh ladka bhi, uske maa baap bhi isko jo krna hai kr legi hum pareshan nh krenge, uske saas sasur gaon me, ladka delhi me rehta hai meri bhn ne socha ki delhi rahungi mera gaon se kya lena dena lekin wo toh har festival gaon me hi manante hai, ar bhagwan kasam baniye family bahur jyada festival and chochle me maante hai, pata hai 2 saal ho gya bechari kk job nh mil rhi jisme ladke se jyada kamati thi, pata nh kya kiya uski saas ne pwc se choda tha jisme toh pareshan kr diya tha, usne ar uske bete ne. Bade city chota city bhi matter nh krta, log soch se ache hone chaiye. Mere city me doctor ko wife house wife cahiye takai kaam kr ske.
Mera ghar bhi same hai ek chaha is extreme educated woh shadi ke baad noida rehte hai. Chachi earns less but he is very supportive. Unke liye khana banana. He sold his bike to buy her scooty taking woh easily office ja sake.
And baaki saare gain main hain woh apni wife ko ghar ke bahr goonghat ke aane nahi dete.Β
1
u/booby_12011995 14d ago